ऐ काश कहीं ऐसा होता || Ae Kash Kahin Aisa Hota Lyrics in Hindi English ||
Summary : Ae Kash Kahin Aesa Hota यह Song Mohra Movie से हैं, इस फिल्म में Naseeruddin Shah, Akshay Kumar, Sunil Shetty, Raveena Rondon, Poonam Jhawer, Paresh Rawal, Gulshan Grover मुख्य भूमिका मे थे। इस गाने को Kumar Shanu ने गाया है। Music दिया है Viju Shah ने और गाने के बोल लिखे हैं Anand Bakshi ने।
About : Ae Kash Kahin Aisa Hota Song
- Song Title : Ae Kash Kahin Aesa Hota
- Movie : Mohra (1994)
- Singer : Kumar Shanu
- Music : Viju Shah
- Lyricist : Anand Bakshi
- Starcast : Akshay Kumar, Sunil Shetty, Raveena Tondon
- Director : Rajiv Rai
- Music Label : Venus
Ae Kash Kahin Aisa Hota Lyrics in Hindi

ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में
एक टूट भी जाता इश्क में तो
एक टूट भी जाता इश्क में तो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में..
सच कहते है..
सच कहते है लोग के पीकर
रंज नशा बन जाता है
कोई भी हो रोग ये दिल का
दर्द दवा बन जाता है
आग लगी हो इस दिल में तो
आग लगी हो इस दिल में तो
हर्ज है क्या फिर पीने में
हर्ज है क्या फिर पीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में
एक टूट भी जाता इश्क में तो
एक टूट भी जाता इश्क में तो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में..
भूल नहीं सकता ये सदमा
याद हमेशा आएगा
किसी ने ऐसा दर्द दिया जो
बरसो मुझे तडपायेगा
भर नहीं सकते जख्म ये दिल के
भर नहीं सकते जख्म ये दिल के
कोई साल महीने में
कोई साल महीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में
एक टूट भी जाता इश्क में तो
एक टूट भी जाता इश्क में तो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सिने में…
Ae Kash Kahin Aisa Hota Lyrics in English
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
Takleef Naa Hoti Jeene Mein
Takleef Naa Hoti Jeene Mein
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein..
Sach Kehte Hai..
Sach Kehte Hai Log Ke Peekar
Ranz Nasha Ban Jaata Hai
Koi Bhi Ho Rog Yeh Dil Ka
Dard Dawa Ban Jaata Hai
Aag Lagi Ho Is Dil Mein To
Aag Lagi Ho Is Dil Mein To
Harz Hai Kya Phir Peene Mein
Harz Hai Kya Phir Peene Mein
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
Takleef Naa Hoti Jeene Mein
Takleef Naa Hoti Jeene Mein..
Bhool Nahin Sakta Yeh Sadma
Yaad Hamesha Aayega
Kisi Ne Aisa Dard Diya Jo
Barson Mujhe Tadpaya
Bhar Nahin Sakte Zakhm Yeh Dil Ke
Bhar Nahin Sakte Zakhm Yeh Dil Ke
Koi Saal Mahine Mein
Koi Saal Mahine Mein
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
EK Toot Bhi Jaata Ishq Mein To
Takleef Naa Hoti Jeene Mein
Takleef Naa Hoti Jeene Mein
Ae Kash Kahin Aisa Hota
Ke Do Dil Hote Seene Mein