Maut Song Lyrics in Hindi/English || मौत ||
Maut Song Lyrics in Hindi/English
Summary : Maut ये Song Kaante इस फिल्म से है। इस फिल्म में Amitabh Bachchan, Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Mahesh Manjrekar, Lucky Ali, Kumar Gaurav, Malaika Arora, Namrata Singh Gujral, Rati Agnihotri और Isha Koppikar मुख्य भूमिका में है। इस गाने को Lucky Ali ने गाया है। इस गाने के बोल और संगीत दोनों Lucky Ali ने दीया है।
About : Maut Song
- Song Title : Maut
- Movie : Kaante
- Singer : Lucky Ali
- Music : Lucky Ali
- Lyricist : Lucky Ali
- Star Cast : Amitabh Bachchan, Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Mahesh Manjrekar, Lucky Ali, Kumar Gaurav, Malaika Arora, Namrata Singh Gujral, Rati Agnihotri, Isha Koppikar
- Director : Sanjay Gupta
- Release date : 20 December 2002
- Music Label : T-Series
Maut Song (Official Video)
Maut Song Lyrics in Hindi
दिल की धड़कन है या गोलियों का शोर है
फासले हो जाए न नज़दीक
आ जा मिला ले दिल जला ले
ज़िन्दगी को न जाने मिलेगी यह नसीब
दिल में तो चैन नहीं
यह सवाल तो खायी जाए
जीना तो मौत न जाने कब आएगा
किसे बुलाके यह किसे ले जाएगा
मौत
जीने के लिए जरूरी है ये मौत
कैसे बन गई मजबूरी है ये मौत
लम्हे रुक जाते जब ये आती मौत
सांसों को बाहर में लेके जाति
जिन्दा होक मर गया
दिल की धड़कन में यह ज़िन्दगी का शोर है
दिल मनाते यह शक है अभी
हर सवाल जवाब का फ़िज़ूल है
यह ख़याल तो कर ले कोई
जीना दुसार है
मर्दों को यह दो राहें दिखाई
जीना तो जीना है
जिस का वक़्त आया है उसी को चल जाना है
मौत
सिर्फ रहे बदल जाते हैं मौत
नए दौर खुल जाते हैं मौत
लेना देना तब पता चलता है मौत
कामाई का हजारा मिला है
बेखबर है
मिल जाए जो वोह है नसीब
जीना तूफ़ानी है
झूठ लेके जाती है ज़िन्दगी
मेरा बुलावा है
मुझे बुलाये यह तुझे भी बुलाये
बांके हवा मुस्कुराये
मेरी मौत, तेरी मौत, इसकी उसकी सब की बस मौत,
जीने के लिए जरूरी है ये मौत
कैसे बन गई मजबूरी है ये मौत
लम्हे रुक जाते हैं जब ये आति मौत
सांसों को बाहर में लेके जाति मौत
बस रहे बदल जाते हैं मौत
नए दौर खुल जाते हैं मौत
लेना देना तब पता चलता है मौत
कमाई का हजारा मिला है मौत।
Maut Song Lyrics in English
Dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai
Faasle ho jaaye na nazdeek
Aa jaa mila le dil jala le
Zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb
Dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahin
Yeh sawaal to khaayi jaaye
Jeena to maut na jaane kab aayega
Kise bulaake yeh kise le jaayega
Maut
jeene ke liye zaroori hai yeh maut
kaise ban gayi majboori hai yeh maut
lamhe ruk jaate jab yeh aati maut
saanson ko baahon mein leke jaati
Zinda hoke mar gaya, main marke zinda ho gaya
Dil ki dhadkan mein yeh zindagi ka shor hai
Dil manaate yeh shaq hai abhi
Har sawaal jawaab ka fizool hai
Yeh khayaal to kar le koi
Jeena dusaar hai, pyaar hai, yaar hai
Mardon ko yeh do raahein dikhaaye
Jeena to jeena hai, marna hai to marna hai
Jis ka waqt aaya hai usi ko chal jaana hai
Maut
sirf raahein badal jaate hai Maut
naye daur khul jaate hai maut
lena dena tab pata chalta hai maut
kamaai ka hajara milta hai
Bekhabar hai, sawaal yeh nishaan hai
Mil jaaye jo voh hai naseeb
Jeena toofaani hai, baaqi sab bayaani hai
Jhooth leke jaati hai zindagi
Mera bulaava hai, yeh zindagi ka daava hai
Mujhe bulaaye yeh tujhe bhi bulaaye
Banke hawa muskuraaye
Meri maut, teri maut, iski uski sab ki bas Maut
jeene ke liye zaroori hai yeh Maut
kaise ban gayi majboori hai yeh Maut
lamhe ruk jaate jab yeh aati Maut
saanson ko baahon mein leke jaati Maut
sirf raahein badal jaate hai Maut
naye daur khul jaate hai Maut
lena dena tab pata chalta hai Maut
kamaai ka hajara milta hai Maut