तुझको बाहों में भर लिया || Tujhko Bahon Mein Bhar Liya Lyrics Hindi/English ||
Summary : Tujhko Bahon Mein Bhar Liya Song Jigar Movie से हैं, इस फिल्म में Ajay Devgan, Karishma Kapoor, Arjun, Vikash Anand, Ajit Khan, Paresh Rawal & Aruna Irani मुख्य भूमिका मे थे। इस गाने को गाया है Udit Narayan & Sadhana Sargam ने, Music दिया है Anand Milind ने और गाने के बोल लिखे हैं Sameer ने।
About : Tujhko Bahon Mein Bhar Liya song
- Song Title : Tujhko Bahon Mein Bhar Liya
- Movie : Jigar (1992)
- Singer : Udit Narayan, Sadhana Sargam
- Music : Anand Milind
- Lyricist : Sameer
- Starcast : Ajay Devgan, Karishma Kapoor
- Director : Farogh Siddique
- Label : Shemaroo
Tujhko Bahon Mein Bhar Liya Song Lyrics in Hindi

तुझको बाहों में भर लिया
हमने ये फैसला कर लिया
तुझको बाहों में भर लिया
हमने ये फैसला कर लिया
एक दूजे के प्यार में
जीना मरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
तुझको बाहों में भर लिया
हमने ये फैसला कर लिया
तुझको बाहों में भर लिया
हमने ये फैसला कर लिया
एक दूजे के प्यार में
जीना मरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं..
सारे जहां के आगे खुलके यही कहेंगे
हो के जुदा कही भी एक पल न हम रहेंगे
सारे जहां के आगे खुलके यही कहेंगे
हो के जुदा कही भी एक पल न हम रहेंगे
वादे किये हैं जो उनको न तोड़ेंगे
दामन वफाओं का अब हम न छोड़ेंगे
जो दिल में आएगा हमको करना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं..
हम है हवा के झोंके रोके नहीं रुकेंगे
जुल्म-ओ-सितम के आगे आशिक नहीं झुकेंगे
हम है हवा के झोंके रोके नहीं रुकेंगे
जुल्म-ओ-सितम के आगे आशिक नहीं झुकेंगे
हर गम उठा लेंगे, हर दर्द सह लेंगे
हंस के मोहब्बत में हम जान दे देंगे
इस प्यार में ना हमको
आहें भरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं..
आँधी हो चाहे तूफान, दिल के दिए जलेंगे
कांटो के रास्तों पे मेहबूब हम चलेंगे
आँधी हो चाहे तूफान, दिल के दिए जलेंगे
कांटो के रास्तों पे मेहबूब हम चलेंगे
जलवा कोई ऐसा करके दिखाएंगे
दुश्मन जमाने को हम याद आयेंगे
हर मुश्किल से हमको
अब गुजरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
तुझको बाहों में भर लिया
हमने यह फैसला कर लिया
तुझको बाहों में भर लिया
हमने ये फैसला कर लिया
एक दूजे के प्यार में
जीना मरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं
अब हमको इस दुनिया से
नहीं डरना हैं..
Tujhko Bahon Mein Bhar Liya Song Lyrics in English
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Ye Faisla Kar Liya
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Ye Faisla Kar Liya
Ek Dooje Ke Pyaar Mein
Jeena Marna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Ye Faisla Kar Liya
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Ye Faisla Kar Liya
Ek Dooje Ke Pyaar Mein
Jeena Marna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain..
Saare Jahaan Ke Aage
Khulke Yahin Kahenge
Ho Ke Juda Kahi Bhi
Ek Pal Na Hum Rahenge
Saare Jahaan Ke Aage
Khulke Yahi Kahenge
Ho Ke Juda Kahi Bhi
Ek Pal Na Hum Rahenge
Waade Kiye Hain Jo
Unko Na Todenge
Daaman Wafaaon Ka
Ab Hum Na Chhodenge
Jo Dil Mein Aayega
Humko Karna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain..
Hum Hai Hawaa Ke Jhonke
Roke Nahin Rukenge
Zulm-O-Sitam Ke Aage
Aashiq Nahin Jhukenge
Hum Hain Hawa Ke Jhonke
Roke Nahin Rukenge
Zulm-O-Sitam Ke Aage
Aashiq Nahin Jhukenge
Har Gum Utha Lenge
Har Dard Seh Lenge
Hans Ke Mohabbat Mein
Hum Jaan De Denge
Is Pyaar Mein Na Hum Ko
Aahein Bharna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain..
Aandhi Ho Chaahe Toofaan
Dil Ke Diye Jalenge
Kaanto Ke Raaston Pe
Mehboob Hum Chalenge
Aandhi Ho Chaahe Toofaan
Dil Ke Diye Jalenge
Kaanto Ke Raaston Pe
Mehboob Hum Chalenge
Jalwa Koi Aisa Karke Dikhayenge
Dushman Zamaane Ko
Hum Yaad Aayenge
Har Mushkil Se Humko
Ab Gujarna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Iss Duniya Se
Nahin Darna Hain
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Yeh Faisla Kar Liya
Tujhko Baahon Mein Bhar Liya
Humne Ye Faisla Kar Liya
Ek Dooje Ke Pyaar Mein
Jeena Marna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain
Ab Humko Is Duniya Se
Nahin Darna Hain